Atif Aslam
Текст песни Kyun Chhor Gaye (Version II)

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни Atif Aslam - Kyun Chhor Gaye (Version II)

Chupke se aaye yaad teri yahaan
Sirf main jaanoon tu hai kahaan kahaan

Hawa tum, nasha tum.
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhank de
Woh paak si rida tum

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

Kab tak bharoon khud mein junoon
Tum na milo toh kaise sahoon
Apni wafa pe hai toh yakeen
Tum saath na do toh kya main karoon

hooo hooo hoo hoo hoo
naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.