Geeta Dutt
Текст песни Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни Geeta Dutt - Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana

Manna Dey: Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana
Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana, Dilbar
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Geeta Dutt: Main Ghata Pyaar Bhari, Tu Hai Mera Baadal
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Manna Dey: Haaye Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana, Dilbar
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam....

Manna Dey: Tu Hai Meri Bansi, Main Hoon Tera Kaanha
Tu Hai Meri Bansi
Tu Hai Meri Bansi, Main Hoon Tera Kaanha
Geeta Dutt: Tera Mera Pyaar Hai Sadiyon Puraana
Manna Dey: Dil Ke Har Taar Mein Hai Raag Tera Humdam
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Geeta Dutt: Main Ghata Pyaar Bhari, Tu Hai Mera Baadal
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam....

Geeta Dutt: Tu Hai Mora Phulwa, Main Hoon Teri Khushboo
Tu Hai Mora Phulwa
Tu Hai Mora Phulwa, Main Hoon Teri Khushboo
Manna Dey: Des Bides Ma Sang Sang Ghoomun
Geeta Dutt: Tu Hai Gulzar Mera, Main Hoon Teri Shabnam
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Manna Dey: Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana, Dilbar
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam....

Manna Dey: Tu Hai Meri Manzil, Main Hoon Tera Saahil
Tu Hai Meri Manzil
Tu Hai Meri Manzil, Main Hoon Tera Saahil
Geeta Dutt: Kar Ke Rahnege Ek Din Tujhe Haasil
Manna Dey: Keh Chale Tu Hi Gori Dil Mein Sada Chham Chham
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Geeta Dutt: Main Ghata Pyaar Bhari, Tu Hai Mera Baadal
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam
Manna Dey: Haaye Main Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana, Dilbar
Jaane Yeh Mausam, Jaane Yeh Mausam!

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.