PYAAR TO HONA HI THA movie
Текст песни Ajnabi Mujhko Itna Bata

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни PYAAR TO HONA HI THA movie - Ajnabi Mujhko Itna Bata

Song By ASHA BHOSLE & UDIT NARAYAN
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
O kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
Maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Hey kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
O maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana

Raaz tere sabhi kholdegi abhi in labhon pe jo muskaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
Begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Haan kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
O begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Pyaar ki har ghadi mushkilon ki ladi ye na samjho ye aasaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata lalala..

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.