REFUGEE movie
Текст песни Jise Tu Na Mila

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни REFUGEE movie - Jise Tu Na Mila

Song By SUKHWINDRA SINGH & SHANKAR MAHADEVAN
Sabko duniya se garaz
Mujhko tujhse kaam
Sab duniya duniya ratein
Main loon tera naam

Teri ek jhalak jo paayi hai
Ek masti hai jo chhayi hai
Ek masti hai jo chhayi hai
Mujhe apna koi hosh nahin
Pal bhar ko dil khaamosh nahin
Mere dil mein goonje yehi sada
Mere dil mein goonje yehi sada
Mere dil mein goonje yehi sada
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Duniya mein duniyadaaron ko
Jhoothi daulat ke yaaron ko
Daulat bhi mili taakat bhi mili
Izzat bhi mili shauhrat bhi mili
Jo cheez inhon paayi hai
Paani par likhi likhaayi hai
Us jhoothi shaan-o-shaukat se
Mujhe lena kya mujhe matlab kya
Mere dil mein goonje yehi sada
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Tu mohabbat ka ek samundar hai
Tujh mein dooboon tujhi mein ghul jaoon
Ek nazar dekhle jo tu mujhko
Jism se ruh taley main dhul jaoon
Tu mohabbat ka ek samundar hai
Tujh mein dooboon tujhi mein ghul jaoon
Ek nazar dekhle jo tu mujhko
Jism se ruh taley main dhul jaoon
Mujhe dekh zara pehchaan zara
Main tera hoon hoon tera
Main tera hoon hoon tera
Mere dil mein goonje yehi sada

Mere dil mein goonje yehi sada
Mere dil mein goonje yehi sada
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Rang mein tu hai roop mein tu hai
Tu hai raaton mein tu saveron mein
Tu ujaalon mein tu andheron mein
Tu hi sardi mein tu hi garmi mein
Tu hi sakhti mein tu hi narmi mein
Tu hai paani mein aag mein tu hai
Tu hai geeton mein raag mein tu hai
Tu suron mein taal mein tu hai
Soch mein tu khayaal mein tu hai
Mausamon mein hai tu ruton mein tu
Mandiron mein hai tu buton mein tu
Masjidon mein hai tu azaan mein tu
Tu hi geeta mein hai puraan mein tu
Mandir ne kaha masjid ne kaha
Har rasta hai tera rasta
Nahin koi manzil tere siva
Nahin koi manzil tere siva
Mere dil mein goonje yehi sada
Mere dil mein goonje yehi sada
Mere dil mein goonje yehi sada
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila

Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
Jise tu na mila usey kuchh na mila
hoho..........

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.