Saleem Raza
Текст песни Jaan Kehkar Jo Bulaye

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни Saleem Raza - Jaan Kehkar Jo Bulaye

jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye
jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye


unki zid thi keh main afsana sunaon unko
unki zid thi keh main afsana sunaon unko
main ne afsana sunaya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye
jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye

woh the bechain mujhe hosh mein laaney keliye
woh the bechain mujhe hosh mein laaney keliye
aur jab hosh mein aya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye

jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye

waadah istarhah woh bhuley keh unhain yaad natha
waadah istarhah woh bhuley keh unhain yaad natha
main ne jab yaad dilaya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye
jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye

unke aane ki khushi mein zara dekho to maza
unke aane ki khushi mein zara dekho to maza
mein ne gharbar sajaya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye
jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.