Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.
(sun lena zamaana
lehron ke thaare hai hum
jalate angaare hai hum
dekho haatha na lagaana
har pal jaage hai hum
waqt se aage hai hum) - 2
(sab kuchh yaaro humko pata hai, humko pata hai
duniya se ladane ka nasha, ladane ka nasha hai) - 2
(aaj agar kuchh kar jaaye jo
kal toh sunehara hoga humaara
hamein nahi jaana, hamein nahi pehchaana kyun
hum hai aajake naujawaan) - 2
(sun lena zamaana
apane sahaare hai hum
kisi se na haare hai hum
himmat ka hai khajaana
kal ke ishaare hai hum
khilati bahaare hai hum) - 2
(sab kuchh yaaro humko pata hai, humko pata hai
duniya se ladane ka nasha, ladane ka nasha hai) - 2
(aaj agar kuchh kar jaaye jo
kal toh sunehara hoga humaara
hamein nahi jaana, hamein nahi pehchaana kyun
hum hai aajake naujawaan) - 2
(aaj agar kuchh kar jaaye jo
kal toh sunehara hoga humaara
hamein nahi jaana, hamein nahi pehchaana kyun
hum hai aajake naujawaan) - 2
Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.