SHAAN - LOVE STORY movie
Текст песни Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни SHAAN - LOVE STORY movie - Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata

Song By SHAAN
waise toh main sab samajhata hoon, kya galat hai kya sahi
bhola bhaala bhalehi lagata hoon, magar kisi se kam nahi
bas ek kamjori hai, samajho majboori hai
bin soche bin chahe main haan se haan milaata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
koyi kahe please aur maange koyi cheez
toh use main taal na paata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata

kehna chaahu na par kahoon haan, kya musibat hai re bhai
kis tarah se khud ko rok loon, hoga koyi toh upaay
iss dil ki hi sunu, main jo chaahu wahi karuun
aisa kar paata toh yeh gaana main na gaata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata

kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
koyi kahe please aur maange koyi cheez
toh use main taal na paata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata

bas ek kamjori hai, samajho majboori hai
bin soche bin chahe main haan se haan milaata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
koyi kahe please aur maange koyi cheez
toh use main taal na paata
kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
ki mujhe na kehna nahi aata
na na na na na na na....... (na kehna nahi aata)

Thanks to kalpana for these lyrics

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.