Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.
(Yamma yamma, Yamma yamma, Yeh khubsurat sama,) ---2
(Bas aaj ki raat hai zindagi , Kal hum kahan tum
kahan) ---2
(Kab kya hojae kisko khaber, aa nachle jhumkar)...
(Yeh zindagi ek lamba safar, pal bhar ke sab hum
safar).........
(ek raat ke mehmaan sab yahan, kal hum kahan tum
kahan).........
(Haste huwe aisii shaan se, deewane jal jaenge)....
(Are jalti shama se milke gale, Parwane jal
jaenge)....
(Reh jayga yado ka diyaa, Kal hum kahan tum kahan)...
(Yamma yamma, Yamma yamma, Yeh khubsurat sama,).....
(Bas aaj ki raat hai zindagi , Kal hum kahan tum
kahan)........
(Bas aaj ki raat hai zindagi , Kal hum kahan tum
kahaaaaaaaaaaaaan)........
Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.