YAKEEN movie
Текст песни Tune Mujhko Deewana Kiya

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни YAKEEN movie - Tune Mujhko Deewana Kiya

Song By UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
ek umra ka safar ek pal main kat gaya
jinda toh hu magar tukdo main bat gaya - 2
tune mujhko deewana kiya kutch is kadar
ek tere siwa kutch na aaye nazar

(tune mujhko deewana kiya kutch is kadar
ek tere siwa kutch na aaye nazar - 2 ) - 2
tu hi tu dekhu jidhar
ek tere siwa kutch na aaye nazar - 2

ho teri adaa sabse juda main ho gaya tujhpe fida - 2
mera dil anjaana, bana tera nishana
zakhm aaisa laga hain
mushkil hain batana

tera mera afsaana
tere yaadon main khoya raha shamo sawer
ek tere siwa kutch na aaye nazar - 2

tu humsafar tu zindagi maine kiya tujhpe yakeen - 2
toot ke tujhko chahu, jindagani lutau
bas teri dhadkanon ko apne dil main chupau
loot jau meet jau
tere pyar ne kutch aaisa kiya mujhe bekhabar
ek tere siwa kutch na aaye nazar - 2
tune mujhko deewana kiya kutch is kadar
ek tere siwa kutch na aaye nazar - 4

Thanks to zahid for these lyrics

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.