YEH ZINDAGI KA SAFAR movie
Текст песни Halat Na Poochho Dil Ki

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни YEH ZINDAGI KA SAFAR movie - Halat Na Poochho Dil Ki

Song By KUMAR SANU
Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Kabhi Zyaada To Kabhi Kam
Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam

Jeevan Ki Yeh Lambi Dagar Hain
Mujhko Pata Hain Tumko Khabar Hain
Jeevan Ki Yeh Lambi Dagar Hain
Mujhko Pata Hain Tumko Khabar Hain
Tanha Safar Yeh Kat Na Sakega
Kal Yeh Tumhara Dil Bhi Kahega
Koi Aake Gale Se Lagaye
Ho Jaaye Kisi Ke Hum
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Kabhi Zyaada To Kabhi Kam

Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam

Banke Saathi De Do Sahara
Har Dhadkan Ne Tumko Pukara
Banke Saathi De Do Sahara
Har Dhadkan Ne Tumko Pukara
Baat Pate Ki Meri Maano
Deewane Ko Apna Jaano
Shukriya Main Karoonga Tumhara
Jo Hogi Nigahen Garam
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain
Kabhi Zyaada To Kabhi Kam
Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Halat Na Poochho Dil Ki
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam
Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.