Zakhm
Текст песни Gali Mein Aa Chand Nikhla

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни Zakhm - Gali Mein Aa Chand Nikhla

Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Yeh Naina Bin Kaajal Tarse
Baara Mahine Baadal Barse
Suni Rab Ne Meri Fariyaad
Suni Rab Ne Meri Fariyaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla

Aaj Ki Raat Jo Main So Jaati
Khulti Aankh Subah Ho Jaati
Main To Ho Jaati Bas Barbaad
Main To Ho Jaati Bas Barbaad, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla
Maine Tumko Aate Dekha
Apni Jaan Ko Jaate Dekha
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaar, Gali Mein Aa Chaand Nikla
Gali Mein Aa Chaand Nikla - 2
Jaane Kitne Dinon Ke Baad Gali Mein Aa Chaand Nikla

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.