LAMHE movie
Текст песни Mohe Chedo Na

Добавьте этот текст песни в ваш персональный список песен.

Текст песни LAMHE movie - Mohe Chedo Na

Song By LATA MANGESHKAR
O.....O...
Mohe chhedo na
O mohe chhedo na nand ke lala
Ki main hi brij bala
Nahi main radha teri
Mohe chhedo na nand ke lala
Ki main hi brij bala
Nahi main radha teri
Mohe chhedo na nand ke lala

Kahe pakad li meri kalai
Teri duhai o krishna kanahi
Kahe pakad li meri kalai
Teri duhai krishna kanahi
Harzai too bansi wala

Ki main hoon brij bala
Nahi main radha teri
Mohe chhedo na nand ke lala

Radha se hogi
Radha se hogi teri chhichholi
Aankh micholi tum humjoli
Holi main yoon mujhe kyon rang dala
Ki main hoon brij bala
Nahi main radha teri
Mohe chhedo na nand ke lala
Ki main hoon brij bala
Nahi main radha teri
Mohe chhedo na nand ke lala

Поиск текстов

Ваш личный список песен:

Для быстрого перехода к нужной песне вы можете добавлять в этот список любые тексты песен. Данный список автоматически сохраняется на вашем компьютере.